Friday, November 20, 2020

BPCL Privatization - Diwali Ke Baad Sarkar Ma Mega Sale | Kya Sahi Kya G...

BPCL Privatization - Diwali Ke Baad Sarkar Ma Mega Sale | Kya Sahi Kya Galat

#BPCLprivatization #BPCL #GOVprivatization #privatization #indianeconomy 


Bharat Petroleum Corporation Limited yaani BPCL Desh ka one of the biggest petroleum company me se hai, India ka retail petroleum product sale ka 1/5th BPCL control karta hai. Government ke liye ye ek profitable venture tha aur aaj bhi hai. Profitable kyun keh raha hu? International Crude oil prices ke upar bhari tax lagakar usko double daam me bechne waali Government Oil prices ke fall se kitna paisa kamati hai ye aap sabko pata hai, jo Petrol price aaj ke date me 60rs/liter h sakta tha usko 88 rs/liter banane ke bechne ke baad government ye nahi keh sakti ki ye dhanda ghate ka hai. To fir jis dhande se munafa ho raha ho, sabse zyada revenue aa raha ho, yun ki chahe kuch bhi ho jaye, fuel ka demand kam nahi hone waala, waise business ko sarkar kyun bechegi achanak? Kya aisa reason ya majboori ha ki desh ka one of the most profitable petroleum company ko bechne ke taiyari ki jaa rahi hai? Investors ko kya effect hoga isse? Poora analysis jaan ne ke liye video end tak dekhiye aur channel ko aaj hi subscribe kijiye. 

https://youtu.be/yVJ_WwUwbrI

No comments:

Post a Comment

Adani group ne kyun band kiya 34900 Crore ka Project Band

"Adani group ne kyun band kiya 34,900 Crore ka Project Band?"   Link : https://youtu.be/6TeW89aMVUY   Adani group ko lagat...