ANT group IPO ko laga Suspension | Kyun hua Indian GDP se badi IPO suspend | Full Analysis
#ANT #jackma #chinaipo #ANTIPO #Chinainvestment #chinaGDP
India me ek kahawat hai ki Chaai ke pyali aur hothon ke beech ka faasla bahut lamba hota hai. Jiska matlab ye hai ki koi kaam poora hona aur koi kaam poora hote hote reh jaana, in dono me zameen aasmaan ka farak hai. Aisa hi kuch hua hai Alibaba group ke founder Jack Ma aur unke Ant IPO ke saath. Ye IPO jiska size tha $35 Billion - Jo India ke GDP se bhi bada hone waala tha usko achanak Tuesday shaam ko - yaani 3rd Nov ko suspend kiya gaya aur Shnghai aur Hong Kong ke exchanges se nikal diya gaya. Kyun aisa hua iska poora analysis aur sahi reason main aapko bataunga. Poori detail jaan ne ke liye mere channel ke saath jude rahiye aur channel ko subscribe zaroor kijiye.
https://youtu.be/fRTlscDY_z4
No comments:
Post a Comment